Dil Kehta Hai - Udit Narayan, Aamir Khan, Shankar Madhavan

Dil Kehta Hai - Udit Narayan, Aamir Khan, Shankar Madhavan

Альбом
My Best Collection - Udit Narayan
Год
2016
Язык
`Cebu dili`
Длительность
404130

Şarkının sözleri aşağıdadır Dil Kehta Hai , sanatçı - Udit Narayan, Aamir Khan, Shankar Madhavan çeviriyle birlikte

" Dil Kehta Hai " şarkısının sözleri

Çevirili orijinal metin

Dil Kehta Hai

Udit Narayan, Aamir Khan, Shankar Madhavan

Aaya hoon yaaron, dil apna deke

Aankhon mein chehra, kisi ka leke

Woh dil ka kaatil, dilbar hamaara

Jiske liye mein, hua awaara

Milte hi jisne, chooma tha mujhko

Phir na palatke, dekha dobaara…

Aur isis liye doston

Maine faisla kiya

Ke phir kabhi kisi se pyaar nahi karunga

Kabhi kisi ladki ko apna dil nahi dunga…

Aisa zakhm diya hai, jo na phir bharega

Har haseen chehre se, ab ye dil daregaa

Hum toh jaan dekar, yunhi mar mitey they

Sun lo aye haseeno, ye humse ab na hoga. (x2)

Aisa zakhm diya hai…

Raseelay hoonth, chalakte gaal

Mastaani chaal, buraa karde haal

Palak phadke, ke dil dhadke

Umar ki uthaan, kadakti kamaal.

Kaatil ada, zaalim haya

Mere Khuda, mere Khuda

Shola badan, behka chaman

Magar yaaron…

Hum toh jaan dekar, yunhi mar mitey they

Sunlo aye haseeno, ye humse ab na hoga.

Aisa zakhm diya hai, jo na phir bharega

Har haseen chehre se, ab ye dil daregaa

Hum toh jaan dekar, yunhi mar mite they

Sun lo aye haseeno, ye humse ab na hoga.

Aisa zakhm diya hai…

Raseelay hoonth, chalakte gaal

Mastaani chaal, buraa karde haal

Palak phadke, ke dil dhadke

Umar ki uthaan, kadakti kamaal.

Kaatil ada, zaalim haya

Mere Khuda, O mere Khuda

Tu jo kahe toh taaron mein tujhe lekar chaloon

Tu jo kahe toh kadmon mein unhe laa daal doon

Seene se lagaake, ye badan kar doon gulaabi

Chehra choom kar ke, mein banaadoon aaftaabi

Heyyy… hey… la la la la. laa.

Hum toh jaan dekar, tumpe mar mitey hain

Kaun pyaar tumse, itna karega.

Aisa zakhm diya hai, jo na phir bharega

Har haseen chehre se ab ye dil daregaa

Aisa zakhm diya hai…

Aaya hoon yaaron, dil apna leke

Aankhon mein chehra, kisi ka leke

Koi na koi, mera bhi hoga

Yahi pe kahi, chupaa hi hoga.

2 milyondan fazla şarkı sözü

Farklı dillerde şarkılar

Çeviriler

Tüm dillere yüksek kaliteli çeviriler

Hızlı arama

İhtiyacınız olan metinleri saniyeler içinde bulun